Qur'an Shareef ku tajweed ke saat parhna

Q: Kia Quran tajweed ke saath he parhna zruri hay agar koi tajweed k sath nahi parh skta to wo kia kre? Kia quran tajweed ke sath parhna farz hay?

A: Qur'an Shareef ku Saheeh tareeqe par parhna is tarah se ke us ke saare makaarij sab saheeh tareeqe par ada hojae ye darja waajib he owr is darje se upar mazeed tajweed (ya'ni gunna, izhaar, idghaam, waghairah ke masaail) ka seekhna bhi zuroori he agar che pehle darje se kam he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)