Khwaab ki ta'beer

Q: Meine khwaab mein 2 janaze dekhy. Saath hi saath kisi hindu ki arthi bhi jaty huye dekhi. Aur mein in janazon ke darmiyan se raasta paar kar rhi hoon. Meherbani farma ke is ka matlab bataye.

A: Paanch waqt ki namaaz ku musjid me jamaat ke saat parhne ka ihtimam kya kare. Purda ka ihtimaam kya kare tamaam na mahram larkiyo owr awrato se owr neak logo ki suhbat ikhtiyaar kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada