Qur'an Shareef ka tarjama parhna

Q: Agar koi sirf quran ka tarjuma urdu mein ya english mein parhta hay To kia usay quran parhne ka sawab milta hay ya nahi? Qu ke quran ko samjhna chahye aur wo samjh to raha hota hay?

A: Usku sawaab milega lekin Qur'an parhne ka sawaab us ku nahi milega. Qur'an parhne ka swaab us waqt milega jab wo Qur'an ke alfaaz arabi me parhe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)