Qur'an Shareef ku Saheeh makhaarij ke saat parhna

Q: Agar koi shakhs quran to parhta hay lekin theek makhraj ada nahi Krta to kia usay quran parhne ka sawab milta hay ya nahi,ya kia usay gunnah Hota hay?

A: Qur'an Shareef ku Saheeh tareeqe par parhna is tarah se ke us ke saare makaarij sab saheeh tareeqe par ada hojae ye darja waajib he owr is darje se upar mazeed tajweed (ya'ni gunna, izhaar, idghaam, waghairah ke masaail) ka seekhna bhi zuroori he agar che pehle darje se kam he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)