Ma baap ki naafarmaani

Q: Mera sawaal hai jo beta sharaab pee kar maa ko bayhad zulm kar ta hai aur maa ko gaali bhi deta hai aur maar ta bhi ho toh oos betae ke liye kya kya gunnah hai?

A: Mukhtasar ye he ke jo maa baap ka nafarmaan hoga khuda ki rahmat se door he, ne dunya me kaamiyaab ho sakta he aur ne aakhirat me.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)