Khwaab ki ta'beer

Q: Muje aap say ek khuwab ki tabeer pouchni thi ke mare chotay mamo (uncle) ne kuab me dekha k mare nana me un ko ek sheep diya mare barey mamo ne liya un say to nana ne bola k yeh sheep tumara nahi chotey mamo ka hai or ek or sheep mare or ek chotey mamo ko diya bare mamo ko nahi diya sheep or yeh khuab marey chotey mamo ko haya jab k mare nana ki wafaat ko 8 saal ho gaye hai plz is ka matlab kiya hai zara bataye ap ki merbani hogi.

A: Ye khwaab maal owr rowzi me barkat honi ki taraf ishaarah he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada