Ayk Imaam ki perwi karna

Q: Kia kisi 1 imam ke he sari baaton per amal karna zruri hay ya kuch Batain ayk imam ki aur kuch dosre imam ke kuch teesre ke. Kia isi tarah bhe kiya Ja skta hay qu ke mantay to hum chaar imams ko he hain?

A: Hum chaar Imaam ku haq par jaante he, lekin hum ku sirf ayk Imaam ka mazhab iktiyaar karna chahia. Ayk mazhab se kuch lena owr kisi owr mazhab se kuch owr lena saheeh nahi he kynke ye ittiba-e-hawaa he owr Hadith Shareef me ittiba-e-hawa se mumaanat aaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: 
Labels: