Sawaab ke baare me ayk sawaal

Q: Agar aik shakhs janta hay ke mein yeh amal karunga to yeh sawab milay ga aur wo amal karta hay to usay sawab milta hay, aur aik shakhs hay jo wohi amal karta hay lekin usay yeh nahi pata ke muje itna sawab milay ga, to kia dono ko brabar sawab milay ga ya jis ke jo neeat ho ge us ko utna sawab milay ga?

A: Agar usne thawaab ki niyyat se kaam kia ho to insha-Allah dono baraabar honge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)