Baro se mashwarah karna nikaah ke maamle me

Q: Aap ne mari mail ka reply kea thanks. Aap ne Kha k Maa bap ki mrzi k bgair shadi ni o skti to kya lrki ko Islam koi Hak ni data k WO apni mrzi ka sathi chun sky kya SB ikhtyar mardon ko hasil hain? Kya aurat ko sirf mard ki taskeen r bachon ki dakh bhal k Lea peda kea gya h? R ye k mujy Jo lrka psand h us k ghar Walon sy Mary father mil chuky Hn unko wo log achy lgy laken sara masla cast ka h to kya ye issue tek uthaya h unhon NY? Mara dil kahen r shadi k Lea ni manta ma dosry shakhs k sath mukhlis ni ho skon GI is situation ma mujy kya krna chahye plz guide me Thnx.

A: Khwaa ma khwaa ghussa karti he. Aurat ki ijaazat ke ba-ghair nikaah nahi ho sakti. Albatta aurato ko kaha gaya ke tum apne baro se mashwarah karo. Khood apne haat me jo kaam leti he aksar pachtati he aur khood pareshaan hoti aur apne baro ko pareshaan karti he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: