Fine arts owr tasweer

Q: Kya fine arts sikhna gunah hai? Ye saat saal ka course hota isme human, animal, scenary sabhi ka photo banaya jata hai kya ye sikhna gunah hai?

A: Ye sab jaandaar cheezo ki tasweer haraam he aur khuda ki maar aur lanat ayse aadmi ke oopar he. Lihaaza us se bohot hee parhez karni chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)