Sarkaari bank me kaam karna

Q: Mei India me ek sarkaari bank men nokri karta hun.

1. Kya ye jaiz hai?

2. Retirment ke bad milne wali raqam se hajj kia ja sakta hai?

A:

1. Bank ki mulaazamat ko bilkul chorde. Albatta pehle kisee aur kaam talaash karo, Jaaiz nokri milgayi to is bank ki nokri ko chordo.

2. Jee.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)