Khwaab ki ta'beer

Q: Mujy apny khwaab ke tabeer puchni hai. "Ma aik ghar may mehfil naat py gae hue hoti hun aakhir may darood o salam parhti in to jab ghar atla rhe hoti hun to andhaira cha chuka hota ha mara ghar teesri gali may hota ha ma jasy e aik masjid ke pas phnchti hun to agay aik safaid or kaaly rang ke gaye (cow) khari hoti ha jiski aankhain surkh hoti hain. Wo meri tarf bhaag ke ati ha mjy maarny ke liay to ma uski naak py hath marti hun to wo bhaag jati hai". Phir meri aankh khul jati ha. Baraye mehrbani tabeer bta dyn.

A: Paanch waqt ke namaaz par waqt par parhne ka ihtimaam kare owr tamaam na mahram mardo owr larko ke saat purda ka ihtimaam kare. Issy tarah aysi jago par jaane se parhze kare jaha mardo owr awrato ka ikhtilaat owr purda ka intizaam nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada