Fardh, Sunnat owr nafil me farq

Q: Mera ak or sawal ye he ke sunnat, nafl owr farz in teeno me kia kia farq he? Tafsil se wazeh kijiye?

A: Farz ko chorne se bara gunah hota he aur sunnat ko chorne se ye qaabil-e-malaamat he aur nafl ikhtiyaari cheez he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)