Paaki owr napaaki

Q:

1. Agar kapre par kisi tarah ki napaaki lagi ho to kaise saaf karna chahiye.

2. Agar insaan pakhaane ke dauraan paani ke katre par jaye aur usse saaf kar liya jaye to paak ho ga ke nahi.

3. Insaan kin kin cheezo se napaak hota hain.

A:

1. Usku dhowlo yaha tak ke napaaki nikal jae.

2. Ye sawaal waadih nahi he. Waadih karke dowbara bhejde.

3. Napaak cheeze bohot he. Un me se ba'd cheeze pahaana, peshaab, mani, mazi waghairah.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)