Dhobi ka dhoya howa kapra

Q: Dhobi ka dhoya huwa kapra paak hoga kya? Jab ke hum toh yeah yakin ke sath nahi keh sakta hai key dhobi ne jis jagah par kapre ko dhowya woh jagah paak he ke nahi. Iske alaawa agar dhobi ne kapre ko dhow kar phir kisi baalti me duba kar nichor leta hai, us baalti paak tha ya nahi hum ko to patah nahi hai. Hum ye yakin kar le ke jis soorate haal me dhobi ne kapra ko dhoya kyo na ho kapra paak ho gaya kyo ke hum apne ankho se toh kuch dekha nahi hai.

A: Kapra paak hoga. Jabtak aap ku kapre par napaaki ka koi asar nazar ne aawe, kapra paak shumaar kya jaega. 

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)