Pareshaani ka hal

Q: Me bohot pareshan hu. Aek baat ko le ka mere par dada or par nana aek hi hai matlb mre dada or nana bhai hai or ink aek or bhai bhi hain. Mere dada or nana ki family or unky bhai ki family aksar musibato or pareshanio ka shikaar hain. Hamesha koi na koi tension rehti hai aisa que ho raha hai? Please aap batae me bht pareshaan hu. Iska koi hal batae quke hm jaam or maal dono naimto se bohot tang hai. Please koi hal batae.

A: Dunya ka nizaam khuda ke haath me he. Wahi jaanta he ke kia kyu ho raha he. Baaqi hamara kaam he ke ham apne ta`alluq ko apne khuda ke saath saheeh karde, namaaz apne waqt par parhe, haraam se apne aapko bachaaye aur logo ko izaa aur takleef se bachaade chaahe zabaani ho ya maali ya jazbaati.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)