Khwaab ki ta'beer

Q: Maine khwaab mein dekha ke main meri walda aur meri bahan ek mazaar par kai baar ja rahe hain aur akheer mein mazaar mein se koi zahir ho gaye aur thora naraaz hain.

A: Khwaab ka matlab ye he ke tamaam na mahram lowgo ke saat purda ka ihtimaam kya kare owr aysi jago par jaane se parhez kare jaha mardo owr owrato ka ikhtilaat he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada