Khwaab ki ta'beer

Q: Me ne khwaab ma dekhe ke samndar ke pass mera ghar ha. Waha me betha howa ho. Phir teen camel samndar ke pass ha. 1 red colur ka 2 green ka 3 light red ka. Aik dam samndar ke rang change ho black ho jata ha pani thora pecha hat ta ha or aik dum mera gahr ki tarfa bri se larha ati ha ma dekhe kr phla kalima prhta ho or wo mujhe sath la kr chal jati ha. Phir aik dum ma na dekha ke mera sath 5 ya 7 insan ha wo mujhe kah rahe ha k tum hume sath le jao. Me un ko la kar chala parta ho or aik knare par sub ko chor deta ho. Phir me apna ghar ae jata ho or darta ho ke phir na samndar ki larha ae ja.

A: Samandar ke lehre se muraad zamaana ka fithna. Khwaab ki ta'beer ye he ke aap ku chahia ke har waqt apne aap ku fitno se bachae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada