Mazi nikalna

Q: Mera sawal ye he mujhe mazi ke qatray ate hai kissi larki se baat karlon ya phir koi cheez dekh lon aur jab ghusal karta hun jab bhi ate hai kiya is se ghusal waapis karna parey ga aur kiya mazi nikal jay tou kia ghusal karna parta hai?

A: Mazi se wudhu tootta he. Ghusal waajib nahi hota.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)