Khwaab ki ta'beer

Q: Me khwaab me dekha hai ke me apni wife (bivi) sath jimma kara rah hun jannaz gah mi. Subha jab mi utha to mi bht heran tha ke aisa kahwab mi ni kiu dekha matalb mujy bht herart thi k mi janaz gah miapani bive ke stah jamma kar rah ahun. App is kwahb ki tabber batayi.

A: Khwaab ki ta'beer ye he ke app ku chahia ke Qur'an Shareef ka kuch hissa parh kar ya kuch sadaqa de de owr us ka sawaab apne marhoom rishtidaaro ke lia phonchaade.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada