Khwaab ki ta'beer

Q: Me 21 years hai aur mai India se hu. Mai aapse ek khaab ki tabeer janna chahta hu. Maine khwaab se dekha ke meri shadi hui aur mai bohot pareshan tha us shadi se, khwaab ke mutaabiq dulhan meri apni bahen thi, khwaab me meri bahen ko pata nahi tha ke unki shadi mujhse hui hai lekin mai janta tha isiliye mai bahut pareshan tha. Jaise hi meri aankh khuli maine lahool to padh liya lekin mujhe justaju hui ke pata to karu aakhir is behude khaab ki tabeer kya hosakti hai.

A: Is khwaab ki taraf diyaan ne do.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada