Ghalat khiyaalaat ki wajah se discharge

Q: Mera pehla sawaal ye he ke jab me sone ke liye aankhen band karti hun tabhi mujhe kuch galat khayaal dikhten hai aur geela pan mahsoos hota he. Meri neend tabhi khul jaati he. Ye khiyaal mahaz 10 ya 30 seconds ke hote hain. Us waqt poori tarah neend mein nahi hoti hun aur ye sab sone ki shuruaat me hota hai.

A: Agar discharge mazi he, to ghusal waajib nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)