Peshaab ke ba'd mani nikalna

Q: Shawat ubhar jaye or mani na nikley lekin agr bad me ijaabat karte huwe ya peshab ke sath kuch ratoobat kharij ho lekin ye shak ho ke aya ye mani he ya mazi to is soorat me kiya karna hoga ghusal farz hoga ya nahi?

A: Agar peshab ke ba`d mani nikla ho to ghusl wajib nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)