Ghusal ke dowraan mani nikalna

Q: Aap se poochna tha ke agar ghusal ke doraan qatre aa jaye to kiya ghusal dobaara karna parega?

A: Agar koi ghusl-e-janaabat kar raha ho, aur ghusal ke doraan me kuch mani nikal jaaye, to us ku chaahiye ke ghusal ku do baara shuroo kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)