Aurat ka ihtilaam ko dekhna

Q: Kis qism ke khwaab ko ihitilaam kehte he? Matlab mere dimaag me ye baat beyt gayi he ke mujhe galat khwaab aayega hi aur jaise hi me sone ke liye lettihu tabhi mujhe ghalat cheeze dikhne lagti he lekin me us waqt poori tarah soyi huwi nahi hoti balke aisa neend ki shuruaat me hota he bas dimaag me yahi chalta he ke kahi ihtilaam toh nahi he shayed ye sirf khiyaal he kyunke me poori tarah soyi huwi nahi hoti. Baraaye meherbaani mujhe bataaye me kya karun is wajah se me safed discharge ko mazi samjh kar har rowz ghusal karti hu.

A: Agar koi mani jaysee rutoobat khwaab ke saath nazar aaya to ghusal karle.

And Allah Ta`ala knows best

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)