Kiya Hazrat Isa (alaihis salaam) Mahdi hi he?

س: کیا حضرت عیسی ہی امام مہدی ہیں کیونکہ ابن ماجہ میں ایک حدیث ہے "کوئی مہدی نہیں سوائے عیسی ابن مریم کے" یا پھر یہ حدیث جو کتاب میں درج ہے غلط ہے ؟ ابن ماجہ کتاب الفتن باب شدہ الزماں

A: Nahi.

Jo aadmi beghair ustaad ke, khud Hadith ki kitaabo ko parhe aur seeke, to us ko is tarah ki ishkaalaat hote he. Hadith ka matlab ye he ke Hazrat Esa Alayhisalaam mukamal tor par Allah Ta’ala ke hidaayat yaafta bande he. Lafz mahdi se Hazrat Mahdi (radiyallahuanhu) muraad nahi he. lafz mahdi se mahdi ka mana maqsood he. aur har nabi kaamil aur makammal mahdi hota he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: