Dahne haath achche kaamo ke liye istimaal karna

Q: Mujh se kisi ne pocha he ke kon si hadeedh main likha he ke khana right hand se aur pani beth ke aur teen saanso me peena chahiye. Kiya doosra hath aap ka apna nahi hota. 

A: Dono haath Khuda ke diye huwe he, lekin Khuda ki taleem he ke dahne haath ke saath achche shar`ee kaamo keliye istimaal kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: