Ghusal karne ke ba'd mani nikalna

Q: Mushtzani ke 20 minute baad main ghusal karta hu lekin mani ke kuch katre dheere dheere karke aate rehte hai aur ghusl ke baad tak aate hai to kya is soorat me ghusl nahi hoga? Aur agar hoga to katro ki wajah se namaz me koi khalal to nahi parega? Katre sirf 4 ya 5 boond me hi hote hai.

bismillah.jpg

A: Mushtzani jaaiz nahi. Is gunaah se tawbah kar le. Agar mani ke qataraat ghusal ke ba'd bhi nikle, to ghusal tootjaega. Ghusal dowbara kya jaai.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)