Chacha ku zakaat dena
Q: Mera chacha ke bache nahe he owr woh ab kaam nahi kar sakte. Ayk saal pahle unho ne zameen beache he taqreeban 5 laakhe ke owr paise bank main he. Kya une zakaat de sakte he ya nahe?
Q: Mera chacha ke bache nahe he owr woh ab kaam nahi kar sakte. Ayk saal pahle unho ne zameen beache he taqreeban 5 laakhe ke owr paise bank main he. Kya une zakaat de sakte he ya nahe?
Q: Mene fajar ke tym dekha tha. Mere mamu ki beti ke sath unka dewar dewarani apni 3 betiyun n ek betay k sath hmre ghar ae thay ami abu ko unk hajj ki mubarak dene. Hm heran hote hen akhr ye log ksy agye (hmre dur k rishtedar hen hmara ana jana nh itna) wo log bht khush hote hen bht zaida. Hmre ghar mein roshni bht hoti hy tube lights bht jal rahi hoti hen. Me jati hn AAB-E-ZAMZAM lene pehly sochti hn k shayad khatam hogya hy phr dkhti hn baray bottle mein para hota hy me muskura k shayad utha k glass bharti hn (ye mjh thk yad nh pani ka bottle para dkh k khush hojati hn bs itna yad hy agye ka paka nh yad!) phr unk khane k lye garmagarm soup payaley mein tayar para hota hy le jane k lye andr drawing hal mein. Itny mein ami ny mjh fajar ki namaz k lye jaga dia. Mjh eski tabir bta dien!
Q: Meray husband ne apne pehle wife ko shade ke 8th months me talaaq de zabani. Phir aik sal ke bad stamp paper par 3 talaaq likh kar bhijwa de sath sara saman jo woh lai the or haq mehar bhe lekin iddat khatam honey se pehley wapis bula lia phir dono sath rehne lagay is k bad zabani kai bar husband ne talaaq de or deney k bad nahe mante or kehtey hain k alag alag mujlis main likh kar de janey qwali talaaq count hote hai. Mera sawal ye hai k kia in logon mai talaaq ho gai hai q k mai dosre wife hon or mery husband ne os ourat ko akhri talaaq deney k bad shadi ke zaban se kai bar ghussey main man chukey hain os ourat ka mujh se koi taaluq nahe par phir bhe mujhe or os ourat ko aik jagha rakha hai or osko biwi ka pora haq dai rahe hain. Please mujhe maire swal ka jawab jald dejye.
Q: Hamne khwaab dekha ke ek kamre me hain aur apne bhai se baat karte hue apne jitni laal mitti nigal nikaal gaye, aur fir wapas usme kuch rakh k adhi mitti wapas rakh di, ye bhi k hamara bhai khush nai he, halaa k use koi kamyaabi haasil hui hai aur baqi sab log khush hain.
Q: Mera sawal yeah hai ke agar koi musalman dullah apni dulhan ke sath pehli raat mein yeah jo baal pakar ke jo dua karna hai humbistar hona se pehla agar woh dua nahi kara to kya uska humbistar hona zina ye ghalat nahi agar usse jo aulad hogi kya woh halaal hogi agar dua nahi oada to isse koi gunaha to nahi hoga?
Q: Mein ne Khwaab mein dekha keh mein ek floor pe kara ho aur mere haath mein ek gun hain aur mein gun se pigeon ko marta ho aur wo pigeon ek dosray floor pe gher jaty hain aur baresh bhi hor rahi hoti hain to mein baresh mein zameen se 1 meter k faslay pe fly walk start karta ho aur dosray ghar ke kareeb jata ho jaha pe pigeon gerra huwa ta to mein stair pe climb karna shoro karta ho jub last pe jatta ho to mein stair ke last se ek cat ko marra huwa dekhta ho to dekhne ke baad mein pher wapas ana shoro karta ho to mein wapas aajata ho baresh mein baresh normal baresh hain stormy nahi hain aur pher dream khatam hojata hain agar ais ka koi matlab hain to pher share kare.
Q: Agar namaaze asr qaza ho jaye woh phir kab adaa ki ja sakti he Hadith ki roshni me?
Q: Mera ghar ke halaat bohat tang hain roz koi na koi nayi pareshani aati hay. Lowgo ki nazar lag gai hay mery ghar ko. Please ghar ki aur bacho ki nazar utarne ka wazeefa bataen?
Q:
Q: Agar koi larki khatme nabooat per Imaan rakhte he or wo ghulam ahmed qadyani ko bhe thek mante he to aik muslim larka us se shadi kar sakta he? Wo larki apne aap ko muslim kehti he.