Khiyaalaat se talaaq
Q: Mujhe aise khiyaal aate he ke agar yeh kaam kiya to hum miya biwi ki talaaq na hojaye. Aur me wo kam kehta ho ke nahi karunga phir wo baz dafa kam hojata. Kiya is se talaq hojati he?
Q: Mujhe aise khiyaal aate he ke agar yeh kaam kiya to hum miya biwi ki talaaq na hojaye. Aur me wo kam kehta ho ke nahi karunga phir wo baz dafa kam hojata. Kiya is se talaq hojati he?
Q: Agar koi husband apni biwi se kahe ke, “Agar us ne chor diya to tumhe koi pooche ga nahi” kiya in alfaz se nikah pe asar parta he? Ye alfaz future ke liye ho agar.
Q: Mene doosra nikaah kiya huwa he. Mene ghar wale ko nahi bataya, sirf apni pehli biwi ko bataya. Wo nahi maan rahi thi. Kuch aise haalat huwe ke mene us se ek talaaq de di. Wo apni mekay chali gayi. Us ke baad mene us se bohot manaya he ke ghar aa jao. Wo kehti he ke meri sulah he lekin me abhi nahi aana chahti is baat ko 3 month ho gaye he. Me ye pochna chahta hu ke kiya ek talaaq dene se 3 maah tak ruju na kiya jaye to talaaq pakki ho jati he ya nahi? Jab ke meri wife keh rahi he ke hamari koi larai nahi hamari sulah he.
Q: Aksar larai jhagre me me apne shohar se talaaq ka mutalaba karti thi to wo kehte the ke tum bol me kehti thi nahi, mere bolne se kuch nahi hota, aurat ke bolne se nahi hoti to wo kehte the nahi aurat ke bolne se bhi ho jati he. Me kehti thi nahi aurat ke bolne se nahi hoti to wo kehte the tum bol do tumhare bolne se bhi ho jaye ge. Phir larai khatam ho jati thi phir wapis kisi din jhgara hota tha wapis same alfaz hum istimaal karte the to ab jitni bar bhi unho ne yeh alfaz kahe to talaaq ka haq har bar temporary tafeez huwa ya nahi? Kiyun ke unho ne kabhi bhi hamesha ya jab chahe ka lafz istimaal nahi kiya tha to har baar talaaq ka haq temporary tafeeez huwa ya na?
Q: Qasam se me tumhe chorunga kehne se kiya talaaq ho jati he?
Q: Agar koi biwi talaaq ka mutalaba kare aur husband kisi aur baat ki reference se kahe ‘jealous aurat’ to is ke bare me kiya hukam he?
Q: Agar rukhsati nahi huwi ho aur khalwat huwi ho aur husband wife ko 2 talaaq de to kiya dobara nikaah hosakta he?
Q: Dow din pehle meri biwi se larai huwi. Usne ghussa me kaha "chor do mujhe" to mene kaha "chor diya". Kiya is se ayk talaaq hogayi he jab ke talaaq ki niyyat nahi thi?
Q: Mere shohar ne mujhe kaha ke agar bacha na hota to tumhe abhi chor deta. To kiya talaaq waaqi hogayi he ya nahi?
Q: Mera do saal pehle nikaah hua tha. Kuch problems ki wajah se ek saal bad larki apni Ammi ke ghar thi to mene ek notice bhej diya jis me ek baar hi lafz taalaq likha ab wo larki aur me aapas me sulah chahti hu. Hume guide kare.