Ladka aur ladki ke baat karne se to kya unki ibadat qabool hoti ha?
Q: Agar koi ladka aur ladki baat karte ho to kya unki ibadat qabool hoti ha?
Q: Agar koi ladka aur ladki baat karte ho to kya unki ibadat qabool hoti ha?
Q: Agar koi shaks khayal my kisi ko kafir kahe... us ke samne nahi kyun ke usse pata he ke Musalman ko kafir nahi kehna chahiye... Ghusa aya ho apne khayal me to sochte huwe us shaks se tashbih di ho jo kafir ho to kya wo shaks kafir ho jata he?
س: مذکورہ حدیث کی روشنی میں ایک بات سمجھ نہیں آرہی۔ امام زین العابدین رضی اللہ تعالی عنہ اگر ایک دن میں ایک ہزار رکعت پڑھتے تھے اور اگر ایک رکعت کو ہم دو منٹ کا ٹائم دیں تو یہ ٹوٹل 2000 منٹس بنتے ہیں دو ہزار منٹس کا مطلب ہے 33 گھنٹے اور دن رات ملاکر کل 24 گھنٹے ہوتے ہیں۔ پھر اس میں پانچ فرض نمازیں اور زندگی کے دوسرے معاملات بات کچھ سمجھ نہی آئی۔ مہربانی فرما کر رہنمائی کریں۔
Q: Kya ibaadat karna hi zindagi hai?
Q: Mujhe ek mufti saheb se ye maloom hua ke Deoband ke Ulama ka ye aqeeda hai ke huzoor paak sallahu alaihi wasallam ke qabar ki mitti arsh se afzal hai aur ye aqeeda Al Muhannad alal Mufannad me likha huwa hai. Aur wo log jawab me kehte hai ke arsh ki kaifiyat maloom nahi is liye qabr ki mitti afzal hai LEKIN hame ye lag raha hai ke Allah toh sab se afzal hain to Deoband ke Ulama aisa kyu keh rahe hai? Kya Deoband ke Ulama saheeh hai?
Q: Aik dost ko waswasy aaty hn. Paak hastiyon ke khilaf buri or gandi khiyalat aaty hain. Jab ke wo aisy khayalat sy bachna chata hai. Iski wajah sy wo parishan hai ke uska Imaan or Aakhirat kharab na ho jaye. Poochna ye tha ke kya wo gunahgaar hota hai ya nahi.
Q: Kya marne ke baad murde ghar aakar apne gharwalo ko dekh kar jaate hai? Agar aate hai toh kounse din aur waqt aate hai?
Q: Kiya Allah paak ne hamare nikah ka rishta pehle hi bana ke rakha hai? Matlab jiss ke saath mera nikah hoga kiya Allah ne pehle hi likh ke rakha hai taqdeer mein? Kiya dua hamari taqdeer badal sakti hain?
Q: Agar weham ho ke hum nay kuch naoozbillah galat bol diya hai Rasulullah (sallallahu alaihi wasallam) ke bare mai to kiya kaffarah ho jata hai?
Q: Me Germany me rehat ho. Meri aik dafa bari sister sa phone par baat ho rahi thi, ke Germany me lockdown lag gaya aur job chali gayi meri, tu meri sister ne kaha, bahir na nikla karo, rizq Allah dega. Mujay ghussa aa gaya, me na kaha mujay pata hai is baat ka right rizq Allah hi deta ha, mujay na bataye.
Agay me ne kaha chahe Pakistan ma ho ya Germany rizq Allah hi deta ha, lekin is ka matlab ya nahi aap ghar rest kartey instead aap mehnat karni chahiye.
Agay me ne kaha, Allah us ghoom halaat nahi badalta jo khud koshish nahi karti.
Mujay ab waswasay aata hai kahi me ne koi naazubillah koi kufria baat tu nahi kaha. Kindly mujay guide kar de.