Aqeeda

Mustaqbil ka ilm

Q: Kal me apne dost ke saath baat kar raha tha baat zindagi maut par chal rahi thi achanak mere muh se nikla ki meri muat mujhe koi qtal karega! Itna kehna tha aur maghrib ki aazan ho gayi! Iske mayne kya he?

Ghair Muslim ku jawaab dena kisi masla ke upar

Q: Mere ek non muslim dost ne mujhse pucha hai per my ose jawab nahi de saka uska sawal tha " Islam me jab ek mard ek aurat ko divorce deta hai aur fir osi aurat ke sath shadi karna chahta hai toh os aurat ko dusre mard ke sath shadi karni padti hai aur jismani relation ​bhi rakna padta hai fir divorce dene ke baad pehle wale mard k sath shadi karni padti hai" toh yaha pe aurat k sath na insafi kyu hoti hai os aurat ko dusre mard ke sath shadi kyu karni padtai hai? Aur jismani rishta bhi rakna padta hai? Aisa kyu hai?