Apne bache ko kafir kehna
Q: Meri maa ne kaha ke me kafir hogi agarche yeh sach na hua lekin kufr ki koi niyyat nahi aur un ko kufr ka na pata he ke yeh kehne se kiya hoti he. Wo village sa he. Kiya yeh kufar he?
Q: Meri maa ne kaha ke me kafir hogi agarche yeh sach na hua lekin kufr ki koi niyyat nahi aur un ko kufr ka na pata he ke yeh kehne se kiya hoti he. Wo village sa he. Kiya yeh kufar he?
س: مفتی صاحب کیسے ہو؟ میرا سوال یہ ہے کہ مسلمان مرتا ہے تو قبر میں منکر نکیر سوال کرتے ہیں جب ہندؤں کو جلایا جاتا ہےتو ان کو منکر نکیر کیسے سوال کرتے ہیں ؟کیا فرشتے صرف مسلمانوں کو سوال کرتے ہیں ؟ جزاک اللہ مفتی صاحب۔
Q: Mai apne bache ko samjha rahi thi ke behen ko tang nahi kiya karo aap bohot ache bache ho aur mene yeh bol diya ke aap Allah ka favourite bache ho phir mujhe aisa laga ke mene ghalat bol diya hai kiya yeh kufr hoga?
Q: Illuminati ka amal kya hai? Spirits kiya karte hai?
Q: Ya Ghous Al Madad kehna jaiz h ya shirk?
Q: Aik larki khud ko hindu kah de ghuse me phr wo mafe b mangle khud kyu k wo aswaqt hosh me nahe the hosh me ane k bad wo roo rahe the k mene ye kia kardeya phr aik larka os ko yaqeen delane k lye ye kar de k ap as se hindo nahe ban jate me b bol deta ho k me hindo ho to kai ye dunu hindo hogaye hai ye larka sirf asko islam ki rah me wapas lana k lye khud ko hindo bol jata hai
Q: Jb pyary Nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam) ka naam e mubarak liya jae toh sath he ankhein b chomein toh kya ye jaiz ha?
Q: Suppose aik admi jo Muslim tha leikin wo koi aur mazhab mn chala jy aur un k rasmoo riwaj aur ibadat k tareky apna ly leikin ager wo doubara Muslim hona chahy tu kia wo ho skta ha aur kia us ny jo shirk kia wo b maf ho jy ga
Q: Mene apne shohar ko bola k ye baat kalima kufar me ati ha k "acha ha jahanum me jaenge k filmi adakaraen bhi wohi hongi maza a jaega" jawab me mere shohar ne mazaq me kaha k "han ye to ha". Kia mere shohar ne kalma kufr bola? Kia hmare nikah par is se farq para?
Q: Agr ye aqeeda rakha jae k Nabi Kareem (sallallahu alaihi wasallam) door se hamari awaz sunty hain aur Huzoor (sallallahu alaihi wasallam) ko door se pukara jae madad k lye..
Ek hadees pak hay ek bar Nabi Kareem (sallallahu alaihi wasallam) tahajud k lye uthy wuzo farma rhy thy k Ammi Aaishah (radhiyallahu anha) farmati hain k mene dekha k Huzoor (sallallahu alaihi wasallam) wuzo krty waqt farma rhy thy labaik labaik (me hazir hn) Ammi Aaishah (radhiyallahu anha) farmati hain mene pucha Ya Rasool Allah ap ko farma rhy hain to farmaya is waqt Makkah me mere ek ummati ne mujhy madad k lye pukara hay to us ko jawab diya'
Mene hadees ka mafhoom bayan kiya hay... to is hadees k teht ye aqeeda rakhna kaisa k Huzoor (sallallahu alaihi wasallam) door se sunty hain to madad k lye pukara ja skta hay?