Error message

  • Notice: Undefined index: sidebar_first in fusion_core_grid_info() (line 504 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Trying to access array offset on value of type null in fusion_core_grid_info() (line 504 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Undefined index: sidebar_second in fusion_core_grid_info() (line 506 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Trying to access array offset on value of type null in fusion_core_grid_info() (line 506 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Undefined index: sidebar_first in fusion_core_grid_info() (line 504 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Trying to access array offset on value of type null in fusion_core_grid_info() (line 504 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Undefined index: sidebar_second in fusion_core_grid_info() (line 504 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Trying to access array offset on value of type null in fusion_core_grid_info() (line 504 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Undefined index: sidebar_first in fusion_core_preprocess_page() (line 197 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Trying to access array offset on value of type null in fusion_core_preprocess_page() (line 197 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).

  • Notice: Undefined index: sidebar_second in fusion_core_preprocess_page() (line 197 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Trying to access array offset on value of type null in fusion_core_preprocess_page() (line 197 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).

Urdu Questions

Urdu Questions (7191)

Aafiyat ke lia dua

Q: Mera bara bhai us ki age 23 hai koi kam nhe krta job ka bolo to larta hai har waqt computer or games me hi hota hai ghar me reh kar nafsiyati mareez banta ja raha hai hr waqt gandagi ka waham hota hai khawab me b gandagi pakti hui dekhta hai. Mery Abu ki death ho gy hai Ami abi iddat me hi hai koi aisa wazifa bataien k wo job krny lagy or uski job lag jae q k jub b job ka hony lagta hai uski tabiat kharab ho jati hai or migarane shuru ho jata hai.

Khwaabo ki ta'beer

Q: Mere grand father ki death hogai. Me unko boht dekhti hu khuwb mai. Jb so kar uthti hu to khwaab yad nahi rehta aur dosry khuwb mai fruits boht dekhti hu aur teesra khuwb ke mere sare dant toot gaye.

Biwi showhar ke saat humbistari nahi karna

Q: Wife husband ke swath humbistary se inkardey to kia karen?

Khwaab me Qur'an Shareef parhna owr mitaai taqseem karna

Q: Mene khwaab dekha ke mene Quran paak parh ke pura kia he aur buht sari mithai mangai hy sab me bantne ke lye. Haqiqat me men bachon ko quran pak aur deeni books parhati hu chhota sa madrsa he mera.

Na-mahram awrato owr larkiyo ke saat purda karna

Q: Mene ek khwaab dekha tha jisme ek gair mehram ki sharamgah par hath laga rha tha or us mahram ki shakl or surat me jis ladki se muhabbat karta tha, uski tarah thi. Zara aap mujhe batayenge ke is khawab ka kya matlab he. Allah ke waaste tabeer bataitye.

Khwaabo ki ta'beer

Q: Main hmesha teen tarah khwab dekhta hun. Peahla ye hai ki meri train hmesha chut jaati hai main pakadne ke liye train ke piche daudta hun fir bhi chut jaati hai kbhi kbhi main train me hi rhta hun but jb kuch lene k liye niche utrta hun meri train chut jaati hai main pareshan hun aksar aise khwaab aate hain mujhe.

Dusra khwab ye hai ki main aksar bade bade sanpo ko (snakes) ko dekha karta hun halanki wo mujhe kuch karte nhi kbhi kbhi main hi unko dande se ya far kaise bhi maar deta hun mere ghar me kuch shaitani aasrat bhi hain is nazariye se bhi to ye kuch galat khwab se to nhi?

Teesra khwab bht ajib sa hai jisme main dher sara laterine karta hun. .. ye teen khwab aksar mujhe aate hain main samjh nhi pa rha hun ye akhir hai kya.

Neak suhbat ikhtiyaar karna

Q: Main ne khwaab main dekha ke main aur mery husband Kahee out of town ja rahy hain humara car k peeachy kuch loog lug jaty hain Wo hum ko rook laity hain mery saath mera new born baby Hota hai Wo uss ko mujh se cheen k pani main phenk daity hain per pata nee kesy main uss ko bacha latee hoo aur in logo se uss ko chuppa ke rakhtee hoo wo soch tu hain k bacha mar diya hai unhoo ne phir Wo waha se chaly jaty hain. Please bata dain is ki kiya tabeer hai. Main abi pregnant hoo. Kiya yeh mery liye kisi khatry ki taraf ishara hai?

Khwaab ki ta'beer

Q: Main ne khawab me dekha ke main hajj per jany ki tayaree ker ree hoo mery saath mery bachy meri bhabi mera two Bhai aur choty Bhai ka bacha aur bary Bhai ka beta sath jaa rahy hain hum waha jaty hain main masjid jatee hoo namaz parny k liye phir mera chota nephew gum hoo jata hai thory time k baad mil b jata hai per waha per boht fighting hotee hai loogoo main iss ki Kiya tabeer hai.

Khwaab me kenchi ke zarye se baal kaatna

Q: Meine khwaab me dekha ke me apne baal kenchi se kaat rahi hun to thory se reh jaty hain owr wo kaat nahi rhy jeyse kenchi khraab hoti he aur mujy zor zor se katny party hain. Ye khwaab subah ke time dekha tha. Please iski tabeer bata dain.

Khwaab me dekhna ke chooha mara huwa he

Q: Mene khwaab me dekha ke room me chooha mara hua para he.

Pages