Mani aur mazi me farq

Q: Mani aur mazi me farq kaise pata chale aur aurto par ghusal kab farz hoga? Agar bos o kinar ke waqt pani nikle mani ke ilawa to kiya ghusal karna hoga?

A: Mani to josh aur quwwat se nikalta he. Aur mazi josh aur quwwat se nahi nikalta, woh deere deere rafta se nikalta he. Mani ke nikalne se ghusl wajib hota he aur mazi agar che napaak he mani ki tarah lekin uske nikalne se ghusal toot-ta nahi albatta wudhu toot-ta he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)