Ghusal karne ka saheeh tareeqah

Q: Jaise me ghusal karti hu is tarah ghusal hojata hai?

Mera tareeqa is tarah hai ke me pehle dil me niyyat karti hu phir me 3 dafa hath dhoti hu jahaa gandagi ho wo jaga dho leti hu tango wa ghaira par pani baha leti hu us ke bad me naha leti hun sabun shampoo wa ghaira ke sath phir me wazu karti hu aur phr 3 3 dafa kandhon par aur sar par pani dal leti hu kiya ye saheeh hai?

A: Is tareeqah se to ghusl durust he. Albatta sunnat ye he ke gandagi door karne ke bad pehle wudhu karle aur phir poora badan par paani daalde.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)