Published 4 years ago
Last updated 4 years ago
Q: Sawal yeh hai ke agar bachey peth bhar kar khana khalei aur maa baap ke khaney ka hosh tak na rakhe, maa baap bhukey sojaye to bachon par shariyat ka kiya hukum hai?
A: Agar ye maa baap ke huqooq ki taraf dhiyan nahi dete to woh gunahgaar he. Itni ghaflat me mubtala hona ke unki khayriyat wa ghayra ki taraf dhiyan na dena bohot hee shadeed jurm he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: