Published 9 years ago
Last updated 9 years ago
Q: Me ne Allah par Qasam khaya tha ke aur ek baar gunnah nay karoonga bolke n mujhese oh gunnah huyi thi n phirse my khouf se ya Allah tere aur mere beech kya qasama nay hay mujhe maaf kar mujhe malum nay hoke qasam khaya tha bolke dua maanga tha kya a valid hoga ya qasam aisahi rahega?
A: Agar aap ku yaad nahi he ke aap ne qasam khaaee ya nahi,to kaffara nahi hogi lekin gunaah ke lia Allah Ta'ala se towbah kare owr pukhta azam kare ke aainda aap wo gunaah nahi karenge.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: