Ghusal karte waqt bismillah parhna
Q: Hum bathroom me ghusl karne se phehle Bismillah karte hai lekin us waqt hum koi bhi kapra nahi pahne hote hai to kya hume koi gunaah to nahi paree gaa?
Q: Hum bathroom me ghusl karne se phehle Bismillah karte hai lekin us waqt hum koi bhi kapra nahi pahne hote hai to kya hume koi gunaah to nahi paree gaa?
Q: Agr hum gusal krty ha aur gusal krny k bad mani nikal ati ha to hamy ye sara gusal wala amal dubara krna parega?
Q: Mai jb subah late me 8 ya 9 bje oothtaa ho to mere underwear me ek boond gilaapan rhata hai aur kbe kbe sookh ke safeed ki trhaa hojaata hai to kya chiz hai? aur kya mujhe Gusl krnaa hoga? aur underwear ko kese paak krenge?
Q: Ghusal farz ho or ghusal kerty huy kuch qatry seman k (mazi nahi) a jayn to ghusal ho jata hai ya ghusal k doran qatry any per dobara ghasal keren?
Q: Humbistry k bad ghusal wajib hojae or nahanay se pehle periods hojae to ghusal krna chaeye ya periods k days mukammal honay k bad ghusal kia jae?
Q: Kya raat me sharamgaah ke kapkapahat ya matlab raat ko sote huwe aadhi need me ho bandi ke sharamgaah me kuch mahsoos horaha ho ya kuch kapkapaahat ho aur bandi thora jaag jaye aur usse mahsoos ho raho ke sharamgaah me harkat horahi ho to kya uske bad ghusal fardh ho jaata he?
Q: Agar koi hambistari karta he aur kuch discharge nahi hota achaanak koi kaam par gaya to baahar jaana para to napaak hogaya ya nahi?
Q: Mujhe hamesha sharamgaah se discharge hota he kabhi ziyaada aur kuch din kam discharge hota he. Aur sharamgaah se bohot ziyaada bad boo aati he kabhi ziyaada bad boo aati he kabhi kam ye qudrati he jo bacteria ki wajah se hota he aur paseena aur sharamgaah ki nami ki wajah se hota hai.
Mera sawaal ye he ke kya sirf sharamgaah ki bad boo ki wajah se ghusl toot jata he? Jab ke mujhe poora yakheen he ke neend ke douran na hi koi ihtilaam aur na koi shahwat thi. Yaqeen he ke ye wohi safed discharge he jo aam towr par nikalta he ihtilaam aur shahwat ke beghair. Kya ghusal karna wajib he ya sirf wudhu kaafi hai.
Q: Agr fuhush go dekhte howe mani ke katre nikle to ghusal farz ho jata he ya nahi?
س: کیا عورت پر غسل فرض ہے جبکہ دونوں میاں بیوی کے جنسی اعضا نہ ملے ہوں بس مرد کی منی عورت کے جسم کے اسی حصے پر گر جائے ليکن جنسی ملاپ نہ ہو سکا۔