covering the hair

Girl uncovering her hair when a boy comes to propose

Q: We follow a practice in the case of a marriage proposal that first the boys mother comes to see the girl, then both parties make itikhara, if positive, then we go for investigation, meet the boy personally and thereafter when everything appears to be positive, the girl and the boy are shown to each other face to face. My question is that when the girl is shown to the boy after all other steps are done, can she show her hair or uncover her head in front of the boy only with whom she is being proposed to marry?

Baal ko bun banaa kar namaaz parhna

Q:

1. Kya baal me backpin laga kar namaaz ho jayegi? Jo aurten backpin lagati hain usme plastic ke sath thoda bahot metal bhi hota hai. To laga kar namaaz ho jayegi?

2. Baal gooth kar yani choti bana kar usse mor kar baandh lene se namaaz ho jayegi? Kyunke baal lambe hone se baal ko mor kar baandhna parta he to namaaz ho jayegi choti bana kar usse neeche se mor kar parne se?

Awrato ke lia sar ka baal chupaana

Q: Mera sawal yeh hai ki kya ghar me bhi baalo ka chupana zaroori hai? Kya baal dikhne se ghar me farishte nahi aate? Kya sahabiyaat bhi ghar me baal dhaake rakhti thi. Kya na-mehram ko baal dikhe to aurat par bohot azaab hai,jaise baaki aurat poore dhake kaprhe pehenti ho aur sirf na-mehram rishtedaro ke saamne baal dikh jaate ho, to aurat ke baalo ka dikhne se kya Allah naraz hota hai? Baalo ke dikhne wale sahabiyaat ke waqiah aur hadees se yh baat clear kare.