zulfa

Zulfa ku kaatna

Q: Main ne do saal ho gay hain zulfain rakhi hoi hain. Pehly faarig howa karta ta to achi sambali hoi ti ab kam karta hon pora din mati wala kam hai yani bohot mati dhool hoti hai or waqt bhi ni hota mairy pass aab sambal nahi paa raha buri halat hai zulfon ki to pochna yah ta ke kia main in ko katwa sakta hon koi ijazat hai kaheen par plz help with quran and sunnah.