urdu

Carmine e120

Q: Mujhey Carmine e120 k baaray main pata karna hai...yeh ek qism ka insect hai jisay boiled karkay us main say colour nikaala jaata hai jo stationary items main use hota hai. Jiskay baaray main neecahy likha hai.

E120 is a red food coloring which is derived from insects. This ingredient can be found in a lot of food. Recently, they've started using E120 in the gelatin-free Skittles produced in the UK, which has caused most Muslims up there to stop consuming them. E120 is most common term for this substance used in ingredient labels, however they may also list it as carmine (dye) or cochineal.

Azaan ke waqt letna

Q: Maghrib ki azaan ke waqt ya kisi aur waqt ki azaan ke waqt kya leat sakte he jabke namaaz to padhni he hi azaan ke baad lekin sab kehte he magrib ki azan jab ho to leto nahi to iske peeche kya sachaai he? Aur ham let sakte he ya nahi?

Ghussa qaboo me rehna

Q: Meri age 25 hai. Mein jana chata hou k mujhy ghusa bht ata hai jis ki waja sy mein kafi pareshan rehta hou mujhy jab ghusa ata hai toh mera mujh pe kaboo nai rehta jis ki waja sy mein logon ko kafi nuksan phoncha dyta hou. Koi esa tareeka hai k mein apny ghusy pe kaboo paaa saku? 

Doori ko isti'maal karna

Q: Mere deedi Ar Rahman parhke kaala doori diye. Bole ke humesha gale me dalo. Mai Ar Rahmaan parhe soo kaala doori pehenti hu. Log kehte hi k kaala doori me kya hai Allah pe yeqeen karo, namaz parho. Kya yeh sach hi? Can we wear black thread which has Ar Rahman?

Ma'zoor

Q: Mujhe safed discharge ka masla he. Har namaaz se pehle istinja kar ke naya wudhu karti hun. Aksar namaz ke darmiyaan ye mehsus hota rehta he ke discharge ho raha he, kai martaba namaaz tor kar dobaara istinja karke wudhu karke phir namaaz parti hu. Iske baare me kya hukm he? Namaaz me jab bhi aur jitni baar bhi discharge mahsoos ho kya namaaz tor dena chahiye?