Published 9 years ago
Last updated 9 years ago
Q: Mera sawal yeh hay kay islam ki rooh se dosri bivi aur bachon kay kia haqooq aur faraiz hain shohar pe kia jitnay haqooq pahli bivi aur bachon ke hain utnay he hain?
A: Islam me koi faraq nahi he pehli biwi of dowsri biwi ke darmiyaan. Pehli biwi owr un ki uwlaad owr doosri biwi owr un ki awlaad ku baraabar haq diyagaya.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: