Parinda ku shikaar karna

Q: Main ek shikaari hun. Main ye jan'na chahta hun ke islam men shikar ke lihaaz se kon sa parinda halaal hai. Mera matlab pata kese chale ke kis parinday ko kha sakte hain kis ko nahin? Meherbani kar ke ye bataiye or agar ham parindo ke jhund me shikar karte hain to buhot se parinday girte hain to kuch ko takbeer detey hain or kuch tak puhanchte puhanchte wo mar jate hain, jo mar gay to unka kya karen, un ko kha sakte hain ya nahin?

A: Jo parinde aksar gandagi khaate aur shikaar karke khaate he uska khaana jaaiz nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)