Q:
1. Allah jhoot bol sakta hai (fataawa rashidia,p.19, v.1)
2. Allah ko pehlay se ilm nahin hota kay banday kya karain gay, jab banday kartay hain to Allah ko ilm hota hai ( tafseer balaghatulhairan, p.157 & 158)
3. shaitan aur mulkulmaut ka ilm Hazoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) say zyada hai ( braheen qatia, p.51 )
4. Allah ke nabi (Sallallahu Alayhi Wasallam) ko apnay injaam or deevar ke peechay ka bhi ilm nahin ( braheen qatia, p.51)
5. Hazoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) ko Allah nay jaisa or jitna ilm ghaib ata farmaya hai, waisa ilm janwaron, paglon or bachon ko bhi haasil hai.(hifzul iman, p.7 )
6. Hazoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) ke alawa bhi deegar buzurgon ko rahmatul lilaalmin keh saktay hain (fataawa rashidia, p.12, v.2 )
7. Nabi (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki taazim sirf baray bhai ki si karni chahiyay (taqwiyatul iman, p.58)
8. Hazoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) mar kar mitti main mil gai (taqwiyatul iman, p.59)
9. Nabi ko taaghoot (shaitan) bolna jaiz hai (tafseer balaghatul hairan, p.43)
10. ummati bazahir amal main nabi say barh jata hai (tahzeerunnas, p.5 11) deobandi molvion nay Hazoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) ko pulsirat say girnay say bacha liya.(balaghatul hairan, p.8).
I heard many barelwis saying that deobandis are kafir due to these beleifs, Is this true? Do the deobandi ulama have these beliefs? Please reply.
A: These are all false allegations. Any ordinary Muslim knows exactly that this is absolute falsehood. There is no substance in this and if the person quoting this is a reliable person then he would quote it with the original text from the original books. He will not just suffice with the translation.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: