Published 9 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Ihtilaam hone se me napaak ho gaya aur mere kapre bhi napaak ho gaye. Ab mera sawal ye he ke ghusal karne se pehle agar me apne hatho ko achi se dholu aur phir apne kapre dho dalu to kya hamare kapre paak ho jayenge ya phir ghusal karne ke baad kapro ko dhoya jaye tabhi kapre paak honge. Kehne ka matlab ghusal karne se pehle kapro ko dho sakte he. Ghusal karne se pehle kapre dho dale to kya wo paak ho jayenge ya nahi.
A: Ghusal karne se pehle agar aap kapre dhole, kapre paak honge.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: