Sachcha taubah

Q:

1. Gunahon se tauba karne kelye Allah se baqaida dua mangni paregi, hath pelake, ya dil me khayal me tauba ka irada karsakte hn?

2. Falah shaks mushtzani ka gunah karta raha h n songs bi sunta h n haram chezen bi dekta h to kia usko her gunah kelye alag alag tauba karne paregi ya just ye kahe ya dil me kayal kare "ya Allah, me tauba karta hn gunahon se " tauba qubool hojati hai ?

A:

1. Dono tarah se durust he.

2. Jee dono tarah se taubah durust he ba shart ye ke us ne pakkah iraadah kya he gunaah chor dene ka.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)