Kulli ke ba'd paani ke boond jism par lagjaana

Q: Wudhu karte waqt jab paani ko mu me leke gharghara karte he us gharghara ka paani jab phente he mitti me tab us paani ki thori si boond agar badan par lag jaye to kya wudhu toot jaati he aur jab hum fardh ghusal ka wudhu karte he tab agar aisa ho to kya ghusal poora nahi hota he?

A: Paani napaak nahi he.

Ghusal to ho jaata he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels