Published 7 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Jab so kar uthi hu toh mujhe koi khwaab yaad nahi hota phir har roz aisa lagta he ke mujhe ihtilaam huwa he jab ke mujhe koi khwaab yaad nahi hota bas yahi yaad hota he ke sote waqt mai apne aap se kehti hun ke kahin ihtilaam to nahi huwa he kyunke sote waqt mujhe kuch ghalat cheezen dikhti he lekin ye yaad nahi rehta ke ye khwaab tha ya nahi aisa ziyaadatar roz hi hota he. Jo khwaab yaad rehta he wo ihtilam waala nahi hota.
A: Agar koi cheez nahi nikle sharamgaah se to ghusal waajib nahi he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: