Published 7 years ago
Last updated 7 years ago
Q: Mera sawaal tha ke agar ham koi tasbih padh rhe hai or bech mai koi huzur e paak (Sallallahu Alayhi Wasallam) ka naam le to ham tasbih rokke durur padhe ya tasbih puri krke or aise he ham tasbih padhte hue masjid se nikl jae to tasbih rokke maajid se bahar niklne ki dua padhe ya tasbih puri karke.
A:
1. Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke naam ke ba'd Durood Shareef parh le.
2. Musjid se nikalte waqt dua parh le phir tasbeeh poori kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: